Kya Aap ko Pata hai Mobile ki Battery Kyu fulati hai
Dosto Kahi Bar Mobile Bar-Bar Switch Off Hota hai Ya Hur 10 Minute me Battery Down hoti hai Aise me Jab Hum Mobile Ko Khol kar Dekhate hai Tab Mobile ke Battery me thoda Badlav (बदलाव) Dekhate hai Yane WO Battery thodi Fuli (फूली) Huyi hoti hai | Aksar Kahi Log Use Ignore kar Ke Vaise hi Mobile ko Istimal karte hai To Kahi Log Battery Change Karne ka Good decision Lete hai | Par Kabhi Aap ne Socha hai ki kyu Yah Battery Fulati (फूलती ) Kyu hai ?
Swollen Mobile Battery ! full explanation in Hindi
Canadian Light Source | Saskatoon Ke toby bond Ka Kehna hai ki Phone → tablet →Laptop jaise Hardware Device me Jo battery Lagae Jati hai Unke Structure Ke Vajah se Mobile ki Battery Fulati hai Ya Blast hoti hai
Dosto Yah Battery lithium ion hoti hai | Aur Ess Specialty ke Vajah Se Enka Weight bhi Low hota hai Aur Enme kafi Charging ko Store kar Ke rakh Sakte hai
Enn Battery me electrode ko bed sheet ke Tarah Role Kiya Jata hai kyu Ki Yah Adhik -Se -Adhik Energy generate Kar Sake .
Dosto Enn Role Ke Bich me Ek Liquid matter ( पदार्थ ) ko fill Kiya Jata hai | Par Yah Sare Role Aapas Me Jude Rahane Ke Karan Enme Gas Ban Jati hai | Aur Yah Gas Role Ke Bich me Bhar Jati hai Kyu Ki Unhe Bahar (बहार) jane Ke Liye Jagah nahi hoti hai Aur Yahi Karan Hai ki Humare Mobile Ki Battery fulati hai
Dosto Battery Me Gas Bharane Ke Kahi Sare Karan hai ! Ho Sakta hai Ki Battery bahoot Garam hone Ke Karan GAS bana Rahi Hai to Yah Aam Bath hai . Battery ka continue istimal karne se Yah problem Create hoti hai
Mobile Par Bar Bar Movie Dekhana → Battery Over Charge hone →Ya Bahoot Dino se Battery ko Discharge kar ke Rakh ne Se Battery ke Roles Me Gas Ban Jati hai .
Bond & Unke Dosto ne Battery ko X-Ray Machine ke Help Se Check Kiya to Result me Unhone Paya ki Jab Gas ki Limit Badhati hai tab Aapas me Jude Huye Sare Roles Dur Jane Lagate hai | Aur Yah Roles Use Jagah Fulati hai Jab kissi Battery Me All ready Problem hoti hai
Mobile Ki Battery Fulne Lagi to kya kare
Dosto Mobile Ki Battery Ek bar Fug (फूग) Gayi to Hum Kuch bhi Nahi kar Sakte hai Kyu Ki GAS liked Ho chuki hai Par Battery Fulane Ke Pahela Hum Kuch batho ko Dhyan Rakh Sakte hai jaise ki
- Mobile Jis Company ka hai Usi company Ka charger Istimal karo
- Mobile Ko Pura discharge math karo | Ya full discharge karo fir charging karo Par Discharge kar ke math karo
- Mobile ko Over Charge Math karo !
उम्मीद करता हु की आप को Mobile ki Jankari और Smartphone की Battery फूलने कि वजह | पता चली हो . तो दोस्तों इसी तरह Computer & technology की जानकारी पाने के लिए हमे अभी comments aur share Jarur kre 😉
Dhanyawad dosto
No comments:
Post a Comment